Mana shore bohot hai duniya me,
kabhi kabhi shaanti se bhukh mit jaati hai ..
Marne ki baatien to sab karte hai,
kabhi kabhi jeene me zindgi nazar aati hai ..
Mumkin hai, bhagna aasan hoga e-galib,
kabhi kabhi samna karne ki himat aapne aap aa jati hai ..
Rokna chaho tum pyaar ko jitna bhi,
kabhi kabhi dil lagi, dil ki laagi ban jaati hai ..